Rain| Barish quotes in urdu
Barish, or rain, is a common theme in Urdu poetry. It evokes various emotions and moods, such as love, sadness, joy, and hope. Barish is a word that means rain in Urdu and hindi.Some of the famous poets who wrote about barish include Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, Parveen Shakirr etc. Here are some examples of barish poetry in urdu and barish quotes.You can use romantic and sad barish quotes or rain quotes in urdu to express your feelings with one whom you love.
نکل گئے ہیں جو بادل برسنے والے تھے
یہ شہر آب کو ترسے گا چشم تر کے بغیر
nikal gaye hain jo baadal barsne walay thay
yeh shehar aabb ko tarse ga chasham tar ke baghair
بارش کی بوندیں ہی اسے میری یاد دلا دیں
بارش میں کبھی ہم بھی ساتھ چلے تھے
barish mein bhigne se to achay hain
Tishna jo shaakh se toot jatay hain
شہر کی گلیوں میں گہری تیرگی گریاں رہی
رات بادل اس طرح آئے کہ میں تو ڈر گیا
hamein kya maloom tha ke
yeh mausam yun ro parre ga
اب کون سے موسم سے کوئی آس لگائے
برسات میں بھی یاد نا جب ان کو ہم آئے
ab kon se mausam se koi aas lagaye
barsaat mein bhi yaad na jab un ko hum aaye
ان بارشوں سے دوستی اچھی نہیں فراز
کچہ تیرا مکان ہے کچھ تو خیال کر
In Barishon Se Dosti Achi Nahi FARAZ,
Kacha Tera Makan Hai Kuch To Khayal kar
بارش میں بھیگنے سے تو اچھے ہیں
تشنہ جو شاخ سے ٹوٹ جاتے ہیں
barish mein bhigne se to achay hain
Tishna jo shaakh se toot jatay hain
ہمیں کیا معلوم تھا کہ
یہ موسم یوں رو پڑے گا
hamein kya maloom tha ke
yeh mausam yun ro parre ga
ٹوٹ پڑتی تھیں گھٹائیں جن کی آنکھیں دیکھ کر
وہ بھری برسات میں ترسے ہیں پانی کے لیے
toot padtee theen ghatain jin ki ankhen dekh kar
woh bhari barsaat mein tarse hain pani ke liye
اس نے بارش میں بھی کھڑکی کھول کے دیکھا نہی
بھیگنے والوں کو کل کیا کیا پریشانی ہوئی
is ne barish mein bhi khirki khol ke dekha naahi
bhigne walon ko kal kya kya pareshani hui
تیری قربت بھی نہیں ہے میسر
اور دن بھی بارشوں كے آ گئے ہیں
teri qurbat bhi nahi hai muyassar
aur din bhi baarisho ke aa gaye hain
تمام رات نہایا تھا شہر بارش میں
وہ رنگ اتر ہی گئے جو اترنے والے تھے
tamam raat nahaya tha shehar barish mein
woh rang utar hi gaye jo utrney walay thay